What is UCC in Uttarakhand?

Uniform Civil Code (UCC) Uttarakhand ke legal framework ka ek ahem hissa banne wala hai. UCC ka matlab hai ek aisa kanun jo sabhi dharmon ke logon ke liye ek samaan ho, chahe vo shaadi, talak, virasat, ya sampatti ke muddon se juda ho.

Bharat me Uttarakhand Pehla rajya hai jisne Samaan Nagrik Sanhita par Law Banaya hai, aur Uttarakhand ke CM Pushkar Singh Dhaami ne bhi ise desh ke liye “Aitihasik Kshan” Bataya hai.

Article 44 ke tahat yeh Bharat ke Directive Principles of State Policy mein aata hai, jo har nagrik ke liye ek samaan civil code ki maang karta hai.

View this post on Instagram

A post shared by Pushkar Singh Dhami (@pushkarsinghdhami.uk)

What is the UCC bill in Uttarakhand?

नीचे बनी टेबल में उत्तराखंड समान नागरिक संहिता विधेयक, 2024 के बारे में महत्वपूर्ण जानकारी देती है:

बिल का शीर्षकबिल उत्थानद्वारा प्रस्तुतशुरू कीमतदान सारांशअंततः
उत्तराखंड समान नागरिक संहिता विधेयक, 2024बिल संख्या 02 वर्ष 2024पुष्कर सिंह धामी7 फरवरी 202470 ने मतदान किया, किसी ने भी इसके खिलाफ मतदान नहीं किया, किसी ने मतदान में भाग नहीं लियादोनों सदनों से पारित

Is Table Table vidheyak ke baare me sabhi Importent Information ek saath prastut kiya gayi hai jisse ise samajhna aasanho jaaye.

Is par kayi vichar-virodh bhi hue hain, jisme personal autonomy, privacy aur religious freedom ko lekar sawal uthaye gaye hain. Halanki, UCC ke supporters ka kehna hai ki yeh bill gender equality aur societal reforms ko badhava dega.

Uttarakhand ka UCC Bill President ke paas final approval ke liye bheja gaya hai, jiske baad hi yeh kanooni tor par lagu hoga​.

Leave a Comment